Romantic poetry urdu

Poetry Collection

چاند سا مصرع اکیلا ہے مرے کاغذ پر
چھت پہ آ جاؤ مرا شعر مکمل کر دو
चाँद सा मिस्रा अकेला है मिरे काग़ज़ पर
छत पे आ जाओ मिरा शेर मुकम्मल कर दो
chaand sa misra akela hai mire kaghaz par
chhat pe aa jao mira sher mukammal kar do
خدا کی اس کے گلے میں عجیب قدرت ہے
وہ بولتا ہے تو اک روشنی سی ہوتی ہے
ख़ुदा की उस के गले में अजीब क़ुदरत है
वो बोलता है तो इक रौशनी सी होती है
khuda ki us ke gale mein ajiib qudrat hai
vo bolta hai to ik raushni si hoti hai
غم حیات بھی آغوش حسن یار میں ہے
یہ وہ خزاں ہے جو ڈوبی ہوئی بہار میں ہے
ग़म-ए-हयात भी आग़ोश-ए-हुस्न-ए-यार में है
ये वो ख़िज़ाँ है जो डूबी हुई बहार में है
gham-e-hayat bhi aaghosh-e-husn-e-yaar mein hai
ye vo khizan hai jo Dubi hui bahaar mein hai
دیر تک روشنی رہی کل رات
میں نے اوڑھی تھی چاندنی کل رات
देर तक रौशनी रही कल रात
मैं ने ओढ़ी थी चाँदनी कल रात
der tak raushni rahi kal raat
main ne oDhi thi chandni kal raat
کس کو خبر ہیں کتنے بہکتے ہوئے قدم
مخمور انکھڑیوں کا سہارا لیے ہوئے
किस को ख़बर हैं कितने बहकते हुए क़दम
मख़्मूर अँखड़ियों का सहारा लिए हुए
kis ko khabar hain kitne bahakte hue qadam
makhmur ankhaDiyon ka sahaara liye hue
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message