DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Romantic quotes urdu

Poetry Collection

Ash'aar

Meer Taqi Meer
ishq hi ishq hai jahan dekho saare aalam mein bhar raha hai ishq...
Parveen Shakir
baat vo aadhi raat ki raat vo puure chaand ki chaand bhi ain chait ka us pe tira jamal bhi...
Parveen Shakir
kisi ke dhyan mein Duuba hua dil bahane se mujhe bhi Taalta hai...
Dagh Dehlvi
ye to kahiye is khata ki kya saza main jo kah dun aap par marta hun main...
Josh Malihabadi
is dil mein tire husn ki vo jalvagari hai jo dekhe hai kahta hai ki shishe mein pari hai...
Mohsin Naqvi
ye mere dil ki havas dasht-e-be-karan jaisi vo teri aankh ke tevar samundaron vaale...
Altaf Hussain Hali
ham jis pe mar rahe hain vo hai baat hi kuchh aur aalam mein tujh se laakh sahi tu magar kahan...
Ada Jafarey
kanTa sa jo chubha tha vo lau de gaya hai kya ghulta hua lahu mein ye khurshid sa hai kya...
Ameer Minai
kaun si ja hai jahan jalva-e-mashuq nahin shauq-e-didar agar hai to nazar paida kar...
Explore more on Diwan E Sukhan