Romantic text

Poetry Collection

مجھ کو عادت ہے روٹھ جانے کی
آپ مجھ کو منا لیا کیجے
मुझ को आदत है रूठ जाने की
आप मुझ को मना लिया कीजे
mujh ko aadat hai ruuTh jaane ki
aap mujh ko mana liya kije
شوق ہے اس دل درندہ کو
آپ کے ہونٹ کاٹ کھانے کا
शौक़ है इस दिल-ए-दरिंदा को
आप के होंट काट खाने का
shauq hai is dil-e-darinda ko
aap ke honT kaaT khaane ka
بہت دنوں سے مرے ساتھ تھی مگر کل شام
مجھے پتا چلا وہ کتنی خوبصورت ہے
बहुत दिनों से मिरे साथ थी मगर कल शाम
मुझे पता चला वो कितनी ख़ूबसूरत है
bahut dinon se mire saath thi magar kal shaam
mujhe pata chala vo kitni khubsurat hai
تم کو دل کی بات بتانی ہے لیکن
آنکھیں بند کرو تو مٹھی کھولوں گا
तुम को दिल की बात बतानी है लेकिन
आँखें बंद करो तो मुट्ठी खोलूँगा
Tum ko dil ki baat batani hai lekin
Aankhen band karo to mutthi kholunga
تمہیں تو صرف مجھے چھپ کے دیکھنا ہے مگر
مجھے تو دیکھنا ہے تم کو یہ بھی کرتے ہوئے
तुम्हें तो सिर्फ़ मुझे छुप के देखना है मगर
मुझे तो देखना है तुम को ये भी करते हुए
tumhein to sirf mujhe chhup ke dekhna hai magar
mujhe to dekhna hai tum ko ye bhi karte hue
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message