Ruins

Poetry Collection

ڈھونڈ اجڑے ہوئے لوگوں میں وفا کے موتی
یہ خزانے تجھے ممکن ہے خرابوں میں ملیں
ढूँढ उजड़े हुए लोगों में वफ़ा के मोती
ये ख़ज़ाने तुझे मुमकिन है ख़राबों में मिलें
dhunD ujDe hue logon mein vafa ke moti
ye khazane tujhe mumkin hai kharabon mein milen
مرے واسطے جانے کیا لائے گی
گئی ہے ہوا اک کھنڈر کی طرف
मिरे वास्ते जाने क्या लाएगी
गई है हवा इक खंडर की तरफ़
mire waste jaane kya layegi
gayi hai hawa ik khandar ki taraf
نئے چراغ جلا یاد کے خرابے میں
وطن میں رات سہی روشنی منایا کر
नए चराग़ जला याद के ख़राबे में
वतन में रात सही रौशनी मनाया कर
naye charagh jala yaad ke kharabe mein
watan mein raat sahi raushni manaya kar
آ رہی ہے یہ صدا کان میں ویرانوں سے
کل کی ہے بات کہ آباد تھے دیوانوں سے
आ रही है ये सदा कान में वीरानों से
कल की है बात कि आबाद थे दीवानों से
aa rahi hai ye sada kaan mein veeranon se
kal ki hai baat ki aabad the deewanon se
دیر و حرم بھی ڈھہ گئے جب دل نہیں رہا
سب دیکھتے ہی دیکھتے ویرانہ ہو گیا
दैर ओ हरम भी ढह गए जब दिल नहीं रहा
सब देखते ही देखते वीराना हो गया
dair o haram bhi dhah gaye jab dil nahin raha
sab dekhte hi dekhte veerana ho gaya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message