DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Saaqi
Poetry Collection
Ash'aar
Mirza Ghalib
pila de ok se saaqi jo ham se nafrat hai piyala gar nahin deta na de sharab to de...
Faiz Ahmad Faiz
tez hai aaj dard-e-dil saaqi talKHi-e-mai ko tez-tar kar de...
Faiz Ahmad Faiz
apni nazren bikher de saaqi mai ba-andaza-e-khumar nahin...
Allama Iqbal
nasha pila ke girana to sab ko aata hai maza to jab hai ki girton ko thaam le saqi...
Parveen Shakir
tere paimane mein gardish nahin baaqi saaqi aur teri bazm se ab koi uTha chahta hai...
Josh Malihabadi
zara aahista le chal karvan-e-kaif-o-masti ko ki sath-e-zehn-e-aalam sakht na-hamvar hai saaqi...
Explore more on Diwan E Sukhan