Sad love status

Poetry Collection

اس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی
آج پہلی بار اس سے میں نے بے وفائی کی
इस क़दर मुसलसल थीं शिद्दतें जुदाई की
आज पहली बार उस से मैं ने बेवफ़ाई की
is qadar musalsal thiin shiddaten judai ki
aaj pahli baar us se main ne bevafai ki
عمر گزری دوائیں کرتے میرؔ
درد دل کا ہوا نہ چارہ ہنوز
उम्र गुज़री दवाएँ करते 'मीर'
दर्द-ए-दिल का हुआ न चारा हनूज़
umr guzri davaen karte miir
dard-e-dil ka hua na chaara hanuz
تم لوٹنے میں دیر نہ کرنا کہ یہ نہ ہو
دل تیرگی میں گھر چکے اور دیا جلے
तुम लौटने में देर न करना कि ये न हो
दिल तीरगी में घिर चुके और दिया जले
Tum lautne mein der na karna ki ye na ho
Dil teergi mein ghir chuke aur diya jale
میں جسے چھوڑ کر تم سے چھپ کر ملا ہوں اگر آج وہ
دیکھ لیتا تو شاید وہ دونوں کو زندہ نہیں چھوڑتا
मैं जिसे छोड़ कर तुम से छुप कर मिला हूँ अगर आज वो
देख लेता तो शायद वो दोनों को ज़िंदा नहीं छोड़ता
Main jise chhod kar tum se chhup kar mila hoon agar aaj wo
Dekh leta to shayad wo donon ko zinda nahin chhodta
بن ترے زندگی ہوگی نہ بسر لگتا ہے
تجھ سے اک پل بھی بچھڑ جاؤں تو ڈر لگتا ہے
बिन तिरे ज़िंदगी होगी न बसर लगता है
तुझ से इक पल भी बिछड़ जाऊँ तो डर लगता है
Bin tere zindagi hogi na basar lagta hai
Tujh se ek pal bhi bichhad jaun to dar lagta hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message