Sad reels

Poetry Collection

آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا
आँख से दूर न हो दिल से उतर जाएगा
वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाएगा
aankh se duur na ho dil se utar jaega
vaqt ka kya hai guzarta hai guzar jaega
سوچتا ہوں کہ اس کی یاد آخر
اب کسے رات بھر جگاتی ہے
सोचता हूँ कि उस की याद आख़िर
अब किसे रात भर जगाती है
sochta hun ki us ki yaad aakhir
ab kise raat bhar jagati hai
بیٹھا رہتا تھا ساحل پہ سارا دن
دریا مجھ سے جان چھڑایا کرتا تھا
बैठा रहता था साहिल पे सारा दिन
दरिया मुझ से जान छुड़ाया करता था
Baitha rehta tha sahil pe saara din
Dariya mujh se jaan chhudaya karta tha
تیرے ہی کہنے پر ایک سپاہی نے
اپنے گھر کو آگ لگا دی شہزادی
तेरे ही कहने पर एक सिपाही ने
अपने घर को आग लगा दी शहज़ादी
Tere hi kehne par ek sipahi ne
Apne ghar ko aag laga di shahzadi
میں جلتا رہا چراغ سا تیری راہوں میں
اور تیری نگاہ میں صرف اندھیرا ٹھہرا ہے
मैं जलता रहा चिराग़ सा तेरी राहों में
और तेरी निगाह में सिर्फ़ अँधेरा ठहरा है
Main jalta raha chiragh sa teri raahon mein,
Aur teri nigaah mein sirf andhera thehra hai.
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message