Sahil

Poetry Collection

بڑے سکون سے ڈوبے تھے ڈوبنے والے
جو ساحلوں پہ کھڑے تھے بہت پکارے بھی
बड़े सुकून से डूबे थे डूबने वाले
जो साहिलों पे खड़े थे बहुत पुकारे भी
baDe sukun se Duube the Dubne vaale
jo sahilon pe khaDe the bahut pukare bhi
دھارے سے کبھی کشتی نہ ہٹی اور سیدھی گھاٹ پر آ پہنچی
سب بہتے ہوئے دریاؤں کے کیا دو ہی کنارے ہوتے ہیں
धारे से कभी कश्ती न हटी और सीधी घाट पर आ पहुँची
सब बहते हुए दरियाओं के क्या दो ही किनारे होते हैं
dhaare se kabhi kashti na haTi aur sidhi ghaaT par aa pahunchi
sab bahte hue dariyaon ke kya do hi kinare hote hain
نظروں سے ناپتا ہے سمندر کی وسعتیں
ساحل پہ اک شخص اکیلا کھڑا ہوا
नज़रों से नापता है समुंदर की वुसअ'तें
साहिल पे इक शख़्स अकेला खड़ा हुआ
nazron se napta hai samundar ki wusatein
sahil pe ik shakhs akela khada hua
دریا بس اک قدم کبھی ساحل کی سمت آ
دیکھوں گا زور کتنا ہے تیرے ابال میں
दरिया बस एक क़दम कभी साहिल की सम्त आ
देखूंगा ज़ोर कितना है तेरे उबाल में
Dariya bas ek qadam kabhi sahil ki samt aa
Dekhunga zor kitna hai tere ubaal mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message