DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Scatter

Poetry Collection

Ash'aar

Mohammad Alvi
bikher de mujhe charon taraf khalaon mein kuchh is tarah se alag kar ki jud na paun main...
Saleem Kausar
mujhe sambhalne mein itni ehtiyat na kar bikhar na jaun kahin main tiri hifazat mein...
Saqi Faruqi
hadsa ye hai ki ham jaan na moattar kar paaye wo to khush-boo tha use yun bhi bikhar jaana tha...
Aziz Bano Darab Wafa
main raushni hoon to meri pahunch kahan tak hai kabhi charagh ke neeche bikhar ke dekhoongi...
Aziz Bano Darab Wafa
main phoot phoot ke royi magar mire andar bikherta raha be-rabt qahqahe koi...
Explore more on Diwan E Sukhan