DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Searching
Poetry Collection
Ash'aar
Mirza Ghalib
jala hai jism kahan dil bhi jal gaya hoga kuredte ho jo ab raakh justuju kya hai...
Ahmad Faraz
tere baghair bhi to ghanimat hai zindagi khud ko ganva ke kaun tiri justuju kare...
Amjad Islam Amjad
maana nazar ke samne hai be-shumar dhund hai dekhna ki dhund ke is paar kaun hai...
Amjad Islam Amjad
faza mein tairte rahte hain naqsh se kya kya mujhe talash na karti hon ye balaen kahin...
Nida Fazli
sab kuchh to hai kya dhunDti rahti hain nigahen kya baat hai main vaqt pe ghar kyun nahin jaata...
Altaf Hussain Hali
raah ke talib hain par be-raah paDte hain qadam dekhiye kya dhunDhte hain aur kya paate hain ham...
Noshi Gilani
main faisle ki ghaDi se guzar chuki hun magar kisi ka diida-e-hairan miri talash mein hai...
Explore more on Diwan E Sukhan