Shadows

Poetry Collection

اک حسن بے مثال کی تمثیل کے لیے
پرچھائیوں پہ رنگ گراتا رہا ہوں میں
इक हुस्न-ए-बे-मिसाल की तमसील के लिए
परछाइयों पे रंग गिराता रहा हूँ मैं
ik husn-e-be-misal ki tamsil ke liye
parchhaiyon pe rang girata raha hun main
ہمیں عزیز ہیں ان بستیوں کی دیواریں
کہ جن کے سائے بھی دیوار بنتے جاتے تھے
हमें अज़ीज़ हैं इन बस्तियों की दीवारें
कि जिन के साए भी दीवार बनते जाते थे
hamein aziiz hain in bastiyon ki divaren
ki jin ke saae bhi divar bante jaate the
گرتے رہے نجوم اندھیرے کی زلف سے
شب بھر رہیں خاموشیاں سایوں سے ہم کنار
गिरते रहे नजूम अँधेरे की ज़ुल्फ़ से
शब भर रहीं ख़ामोशियाँ सायों से हम-कनार
girte rahe nujoom andhere ki zulf se
shab bhar rahin khamoshiyan sayon se ham-kanar
گزرے ہزار بادل پلکوں کے سائے سائے
اترے ہزار سورج اک شاہ نشین دل پر
गुज़रे हज़ार बादल पलकों के साए साए
उतरे हज़ार सूरज इक शह-नशीन-ए-दिल पर
guzre hazar baadal palkon ke saaye saaye
utre hazar sooraj ik shah-nasheen-e-dil par
ترے آنے کا دن ہے تیرے رستے میں بچھانے کو
چمکتی دھوپ میں سائے اکٹھے کر رہا ہوں میں
तिरे आने का दिन है तेरे रस्ते में बिछाने को
चमकती धूप में साए इकट्ठे कर रहा हूँ मैं
tire aane ka din hai tere raste mein bichhane ko
chamakti dhoop mein saaye ikatthe kar raha hoon main
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message