DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Shikwa

Poetry Collection

Ash'aar

Ahmad Faraz
zindagi se yahi gila hai mujhe tu bahut der se mila hai mujhe...
Jaun Elia
ham ajab hain ki us ki bahon mein shikva-e-narasai karte hain...
Dagh Dehlvi
kahne deti nahin kuchh munh se mohabbat meri lab pe rah jaati hai aa aa ke shikayat meri...
Josh Malihabadi
vo karen bhi to kin alfaz mein tera shikva jin ko teri nigah-e-lutf ne barbad kiya...
Josh Malihabadi
ham gae the us se karne shikva-e-dard-e-firaq muskura kar us ne dekha sab gila jaata raha...
Hasrat Mohani
bad-guman aap hain kyun aap se shikva hai kise jo shikayat hai hamein gardish-e-ayyam se hai...
Kaleem Aajiz
sunega kaun meri chaak-damani ka afsana yahan sab apne apne pairahan ki baat karte hain...
Arzoo Lakhnavi
kah ke ye aur kuchh kaha na gaya ki mujhe aap se shikayat hai...
Naseer Turabi
Kuchh roz naseer aao chalo ghar mein raha jaye Logon ko ye shikva hai ki ghar par nahin milta...
Khalilur Rahman Azmi
dekhne wala koi mile to dil ke dagh dikhaun ye nagri andhon ki nagri kis ko kya samjhaun...

Ghazalein

Explore more on Diwan E Sukhan