DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Solitude

Poetry Collection

Ash'aar

Rahat Indori
soe rahte hain oDh kar khud ko ab zarurat nahin razai ki...
Nida Fazli
har taraf har jagah be-shumar aadmi phir bhi tanhaiyon ka shikar aadmi...
Mohammad Rafi Sauda
gar ho sharab o khalvat o mahbub-e-khub-ru zahid qasam hai tujh ko jo tu ho to kya kare...
Mohammad Rafi Sauda
akela ho rah-e-duniya mein gir chahe bahut jiina hui hai faiz-e-tanhai se umr-e-khizr tuulani...
Zafar Iqbal
phir ja rukegi bujhte kharabon ke des mein suuni sulagti sochti sunsan si saDak...
Tehzeeb Hafi
Apni masti mein bahta dariya hoon Main kinara bhi hoon bhanwar bhi hoon...
Tehzeeb Hafi
Baitha rehta tha sahil pe saara din Dariya mujh se jaan chhudaya karta tha...
Irfan Siddiqi
tum se mile to khud se ziyada tum ko akela paaya ham ne...
Mohammad Alvi
darwaze par pahra dene tanhai ka bhoot khada hai...
Saleem Kausar
kaise hangama-e-fursat mein mile hain tujh se ham bhare shahr ki khalwat mein mile hain tujh se...
Shakeb Jalali
jaati hai dhoop ujle paron ko samet ke zakhmon ko ab ginoonga main bistar pe let ke...
Aziz Bano Darab Wafa
meri khalwat mein jahan gard jami payi gayi ungliyon se tiri tasveer bani payi gayi...
Explore more on Diwan E Sukhan