Spectacle

Poetry Collection

تماشا گاہ عالم میں مجال دید کسے
یہی بہت ہے اگر سرسری گزر جائیں
तमाशा-गाह-ए-जहाँ में मजाल-ए-दीद किसे
यही बहुत है अगर सरसरी गुज़र जाएँ
tamasha-gah-e-jahan mein majal-e-deed kise
yahi bahut hai agar sarsari guzar jaayen
جسم کی رعنائیوں تک خواہشوں کی بھیڑ ہے
یہ تماشا ختم ہو جائے تو گھر جائیں گے لوگ
जिस्म की रा'नाइयों तक ख़्वाहिशों की भीड़ है
ये तमाशा ख़त्म हो जाए तो घर जाएँगे लोग
jism ki raanaiyon tak khwahishon ki bheed hai
ye tamasha khatm ho jaye to ghar jayenge log
اس تماشے میں تاثر کوئی لانے کے لیے
قتل بانی جسے ہونا تھا وہ کردار تھا میں
इस तमाशे में तास्सुर कोई लाने के लिए
क़त्ल 'बानी' जिसे होना था वो किरदार था मैं
is tamashe mein taassur koi laane ke liye
qatl bani jise hona tha wo kirdar tha main
تھی پاؤں میں کوئی زنجیر بچ گئے ورنہ
رم ہوا کا تماشا یہاں رہا ہے بہت
थी पाँव में कोई ज़ंजीर बच गए वर्ना
रम-ए-हवा का तमाशा यहाँ रहा है बहुत
thi paanv mein koi zanjeer bach gaye warna
ram-e-hawa ka tamasha yahan raha hai bahut
یہ کناروں سے کھیلنے والے
ڈوب جائیں تو کیا تماشا ہو
ये किनारों से खेलने वाले
डूब जाएँ तो क्या तमाशा हो
ye kinaron se khelne wale
doob jaayen to kya tamasha ho
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message