DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Strangers

Poetry Collection

Ash'aar

Faiz Ahmad Faiz
aae to yun ki jaise hamesha the mehrban bhule to yun ki goya kabhi aashna na the...
Khumar Barabankavi
ishq mein sahme hue do aashna muddaton anjaan nazar aaye hain...
Mohammad Alvi
kisi se koi taalluq raha na ho jaise kuchh is tarah se guzarte hue zamane the...
Shakeb Jalali
yun to saara chaman hamara hai phool jitne bhi hain paraye hain...
Shakeb Jalali
waqt ne ye kaha hai ruk ruk kar aaj ke dost kal ke begane...
Nazeer Akbarabadi
'nazeer' teri isharaton se ye baatein ghairon ki sun raha hai wagarna kis mein thi taab-o-taqat jo us se aa kar kalam karta...
Ismail Merathi
aghyar kyun dakhil hain bazm-e-suroor mein maana ki yaar kam hain par itne to kam nahin...
Explore more on Diwan E Sukhan