Taunt

Poetry Collection

لگ رہا ہے یہ نرم لہجے سے
پھر تجھے کوئی مسئلہ ہوا ہے
लग रहा है ये नर्म लहजे से
फिर तुझे कोई मस्अला हुआ है
Lag raha hai ye narm lahje se
Phir tujhe koi masala hua hai
دل ابھی پوری طرح ٹوٹا نہیں
دوستوں کی مہربانی چاہیے
दिल अभी पूरी तरह टूटा नहीं
दोस्तों की मेहरबानी चाहिए
dil abhi poori tarah toota nahin
doston ki mehrbani chahiye
جیتا ہے صرف تیرے لیے کون مر کے دیکھ
اک روز میری جان یہ حرکت بھی کر کے دیکھ
जीता है सिर्फ़ तेरे लिए कौन मर के देख
इक रोज़ मेरी जान ये हरकत भी कर के देख
jeeta hai sirf tere liye kaun mar ke dekh
ik roz meri jaan ye harkat bhi kar ke dekh
چپ چاپ بیٹھے رہتے ہیں کچھ بولتے نہیں
بچے بگڑ گئے ہیں بہت دیکھ بھال سے
चुप-चाप बैठे रहते हैं कुछ बोलते नहीं
बच्चे बिगड़ गए हैं बहुत देख-भाल से
chup-chap baithe rahte hain kuchh bolte nahin
bachche bigad gaye hain bahut dekh-bhal se
اپنے تیور تو سنبھالو کہ کوئی یہ نہ کہے
دل بدلتے ہیں تو چہرے بھی بدل جاتے ہیں
अपने तेवर तो सँभालो कि कोई ये न कहे
दिल बदलते हैं तो चेहरे भी बदल जाते हैं
apne tevar to sanbhalo ki koi ye na kahe
dil badalte hain to chehre bhi badal jaate hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message