Thoughts

Poetry Collection

آؤ اس تیرہ بخت دنیا میں
فکر کی روشنی کو عام کریں
आओ इस तीरा-बख़्त दुनिया में
फ़िक्र की रौशनी को आम करें
aao is tira-bakht duniya mein
fikr ki raushni ko aam karen
گم رہا ہوں ترے خیالوں میں
تجھ کو آواز عمر بھر دی ہے
गुम रहा हूँ तिरे ख़यालों में
तुझ को आवाज़ उम्र भर दी है
gum raha hoon tire khayalon mein
tujh ko aawaz umr bhar di hai
جانے کیا ٹھان کے اٹھتا ہوں نکلنے کے لیے
جانے کیا سوچ کے دروازے سے لوٹ آتا ہوں
जाने क्या ठान के उठता हूँ निकलने के लिए
जाने क्या सोच के दरवाज़े से लौट आता हूँ
jaane kya thaan ke uthta hoon nikalne ke liye
jaane kya soch ke darwaze se laut aata hoon
لاکھ سادہ سہی تیری یہ جبیں کی تحریر
اس سے اکثر مرے افکار کو ملتی ہے زباں
लाख सादा सही तेरी ये जबीं की तहरीर
इस से अक्सर मिरे अफ़्कार को मिलती है ज़बाँ
laakh saada sahi teri ye jabeen ki tahrir
is se aksar mire afkar ko milti hai zaban
ذرا جو تیز چلے تو کوئی بھی ساتھ نہ تھا
حصار فکر ہی بس اپنا پاسبان ہوا
ज़रा जो तेज़ चले तो कोई भी साथ न था
हिसार-ए-फ़िक्र ही बस अपना पासबान हुआ
zara jo tez chale to koi bhi saath na tha
hisar-e-fikr hi bas apna pasban hua
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message