DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Touch
Poetry Collection
Ash'aar
Adil Mansuri
ungli se us ke jism pe likkha usi ka naam phir batti band kar ke use dhoondta raha...
Irfan Siddiqi
badan ke donon kinaron se jal raha hoon main ki chhoo raha hoon tujhe aur pighal raha hoon main...
Irfan Siddiqi
us ki aankhon mein na jaane aks kis ka tha magar ungliyon par ek lams-e-raegan mera bhi tha...
Rajinder Manchanda Bani
damak raha tha bahut yun to pairahan us ka zara se lams ne raushan kiya badan us ka...
Shariq Kaifi
ek din ham achanak bade ho gaye khel mein daud kar us ko chhoote hue...
Shariq Kaifi
kabhi khud ko chhoo kar nahin dekhta hoon khuda jaane kis wahm mein mubtala hoon...
Aziz Bano Darab Wafa
mere halaat ne yun kar diya patthar mujh ko dekhne walon ne dekha bhi na chhoo kar mujh ko...
Explore more on Diwan E Sukhan