Traditions

Poetry Collection

ریت بھی اپنی رت بھی اپنی
دل رسم دنیا کیا جانے
रीत भी अपनी रुत भी अपनी
दिल रस्म-ए-दुनिया क्या जाने
riit bhi apni rut bhi apni
dil rasm-e-duniya kya jaane
بند ہوتی کتابوں میں اڑتی ہوئی تتلیاں ڈال دیں
کس کی رسموں کی جلتی ہوئی آگ میں لڑکیاں ڈال دیں
بند ہوتی کتابوں میں اڑتی ہوئی تتلیاں ڈال دیں
کس کی رسموں کی جلتی ہوئی آگ میں لڑکیاں ڈال دیں
band hoti kitabon mein uDti hui titliyan Daal diin
kis ki rasmon ki jalti hui aag mein laDkiyan Daal diin
دل تو روتا رہے اور آنکھ سے آنسو نہ بہے
عشق کی ایسی روایات نے دل توڑ دیا
दिल तो रोता रहे और आँख से आँसू न बहे
इश्क़ की ऐसी रिवायात ने दिल तोड़ दिया
Dil to rota rahe aur aankh se aansu na bahe
Ishq ki aisi riwayaat ne dil tod diya
جن سے افسانۂ ہستی میں تسلسل تھا کبھی
ان محبت کی روایات نے دم توڑ دیا
जिन से अफ़्साना-ए-हस्ती में तसल्सुल था कभी
उन मोहब्बत की रिवायात ने दम तोड़ दिया
jin se afsana-e-hasti mein tasalsul tha kabhi
un mohabbat ki riwayat ne dam tod diya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message