Transformation

Poetry Collection

یہ زورا زوری عشق کی تھی فطرت ہی جس نے بدل ڈالی
جلتا ہوا دل ہو کر پانی آنسو بن جانا کیا جانے
ये ज़ोरा-ज़ोरी इश्क़ की थी फ़ितरत ही जिस ने बदल डाली
जलता हुआ दिल हो कर पानी आँसू बन जाना क्या जाने
ye zora-zori ishq ki thi fitrat hi jis ne badal Daali
jalta hua dil ho kar paani aansu ban jaana kya jaane
ہم تو صحرا ہوئے جاتے تھے کہ اس نے آ کر
شہر آباد کیا نہر صبا جاری کی
हम तो सहरा हुए जाते थे कि उस ने आ कर
शहर आबाद किया नहर-ए-सबा जारी की
ham to sahra hue jaate the ki us ne aa kar
shahr aabad kiya nahr-e-saba jaari ki
کچھ اس طرح سے وہ شامل ہوا کہانی میں
کہ اس کے بعد جو کردار تھا فسانہ ہوا
कुछ इस तरह से वो शामिल हुआ कहानी में
कि इस के बाद जो किरदार था फ़साना हुआ
kuchh is tarah se wo shamil hua kahani mein
ki is ke baad jo kirdar tha fasana hua
تو نے دیکھا نہیں اک شخص کے جانے سے سلیم
اس بھرے شہر کی جو شکل ہوئی ہے مجھ میں
तू ने देखा नहीं इक शख़्स के जाने से 'सलीम'
इस भरे शहर की जो शक्ल हुई है मुझ में
tu ne dekha nahin ik shakhs ke jaane se 'saleem'
is bhare shahr ki jo shakl hui hai mujh mein
مر کے خود میں دفن ہو جاؤں گی میں بھی ایک دن
سب مجھے ڈھونڈیں گے جب میں راستہ ہو جاؤں گی
मर के ख़ुद में दफ़्न हो जाऊँगी मैं भी एक दिन
सब मुझे ढूँढेंगे जब मैं रास्ता हो जाऊँगी
mar ke khud mein dafn ho jaungi main bhi ek din
sab mujhe dhoondenge jab main rasta ho jaungi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message