Uncertainty

Poetry Collection

طلب کریں بھی تو کیا شے طلب کریں اے شاد
ہمیں تو آپ نہیں اپنا مدعا معلوم
तलब करें भी तो क्या शै तलब करें ऐ 'शाद'
हमें तो आप नहीं अपना मुद्दआ मा'लूम
talab karein bhi to kya shai talab karein ai shad
hamein to aap nahin apna muddaa maaloom
وقت کی ڈور خدا جانے کہاں سے ٹوٹے
کس گھڑی سر پہ یہ لٹکی ہوئی تلوار گرے
वक़्त की डोर ख़ुदा जाने कहाँ से टूटे
किस घड़ी सर पे ये लटकी हुई तलवार गिरे
waqt ki dor khuda jaane kahan se toote
kis ghadi sar pe ye latki hui talwar gire
تو جو کل آنے کو کہتا ہے نظیر
تجھ کو معلوم ہے کل کیا ہوگا
तू जो कल आने को कहता है 'नज़ीर'
तुझ को मा'लूम है कल क्या होगा
tu jo kal aane ko kahta hai 'nazeer'
tujh ko maaloom hai kal kya hoga
ہے آج رخ ہوا کا موافق تو چل نکل
کل کی کسے خبر ہے کدھر کی ہوا چلے
है आज रुख़ हवा का मुआफ़िक़ तो चल निकल
कल की किसे ख़बर है किधर की हवा चले
hai aaj rukh hawa ka muafiq to chal nikal
kal ki kise khabar hai kidhar ki hawa chale
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message