Void

Poetry Collection

وہی شے مقصد قلب و نظر محسوس ہوتی ہے
کمی جس کی برابر عمر بھر محسوس ہوتی ہے
वही शै मक़्सद-ए-क़ल्ब-ओ-नज़र महसूस होती है
कमी जिस की बराबर उम्र भर महसूस होती है
wahi shai maqsad-e-qalb-o-nazar mahsoos hoti hai
kami jis ki barabar umr bhar mahsoos hoti hai
سنا تھا میں نے کہ فطرت خلا کی دشمن ہے
سو وہ بدن مری تنہائیوں کو پاٹ گیا
सुना था मैं ने कि फ़ितरत ख़ला की दुश्मन है
सो वो बदन मिरी तन्हाइयों को पाट गया
suna tha main ne ki fitrat khala ki dushman hai
so wo badan miri tanhaiyon ko paat gaya
بکھیر دے مجھے چاروں طرف خلاؤں میں
کچھ اس طرح سے الگ کر کہ جڑ نہ پاؤں میں
बिखेर दे मुझे चारों तरफ़ ख़लाओं में
कुछ इस तरह से अलग कर कि जुड़ न पाऊँ मैं
bikher de mujhe charon taraf khalaon mein
kuchh is tarah se alag kar ki jud na paun main
سانس لینے سے بھی بھرتا نہیں سینے کا خلا
جانے کیا شے ہے جو بے دخل ہوئی ہے مجھ میں
साँस लेने से भी भरता नहीं सीने का ख़ला
जाने क्या शै है जो बे-दख़्ल हुई है मुझ में
saans lene se bhi bharta nahin seene ka khala
jaane kya shai hai jo be-dakhl hui hai mujh mein
تو نے دیکھا نہیں اک شخص کے جانے سے سلیم
اس بھرے شہر کی جو شکل ہوئی ہے مجھ میں
तू ने देखा नहीं इक शख़्स के जाने से 'सलीम'
इस भरे शहर की जो शक्ल हुई है मुझ में
tu ne dekha nahin ik shakhs ke jaane se 'saleem'
is bhare shahr ki jo shakl hui hai mujh mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message