Wait

Poetry Collection

آج آنکھوں میں کوئی رات گئے آئے گا
آج کی رات یہ دروازہ کھلا رہنے دے
आज आँखों में कोई रात गए आएगा
आज की रात ये दरवाज़ा खुला रहने दे
Aaj aankhon mein koi raat gaye aayega
Aaj ki raat ye darwaza khula rahne de
زمین لے کے وہ آئے تو گھر بنایا جائے
کھڑے ہیں دیر سے ہم لوگ اینٹ گارے لیے
ज़मीन ले के वो आए तो घर बनाया जाए
खड़े हैं देर से हम लोग ईंट गारे लिए
Zameen le ke vo aaye to ghar banaya jaye
Khade hain der se ham log eint gaare liye
تیرے جانے میں اور آنے میں
ہم نے صدیوں کا فاصلہ دیکھا
तेरे जाने में और आने में
हम ने सदियों का फ़ासला देखा
Tere jaane mein aur aane mein
Ham ne sadiyon ka faasla dekha
کہاں سے لاؤں صبر حضرت ایوب اے ساقی
خم آئے گا صراحی آئے گی تب جام آئے گا
कहाँ से लाऊँ सब्र-ए-हज़रत-ए-अय्यूब ऐ साक़ी
ख़ुम आएगा सुराही आएगी तब जाम आएगा
kahan se lauan sabr-e-hazrat-e-ayyoob ai saaqi
khum aayega surahi aayegi tab jaam aayega
ہم سفر رہ گئے بہت پیچھے
آؤ کچھ دیر کو ٹھہر جائیں
हम-सफ़र रह गए बहुत पीछे
आओ कुछ देर को ठहर जाएँ
ham-safar rah gaye bahut peechhe
aao kuchh der ko thahar jaayen
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message