Walls

Poetry Collection

دیواریں تو ہر طرف کھڑی ہیں
کیا ہو گئے مہربان سائے
दीवारें तो हर तरफ़ खड़ी हैं
क्या हो गए मेहरबान साए
divaren to har taraf khaDi hain
kya ho gae mehrban saae
تتلیاں جگنو سبھی ہوں گے مگر دیکھے گا کون
ہم سجا بھی لیں اگر دیوار و در دیکھے گا کون
تتلیاں جگنو سبھی ہوں گے مگر دیکھے گا کون
ہم سجا بھی لیں اگر دیوار و در دیکھے گا کون
titliyan jugnu sabhi honge magar dekhega kaun
ham saja bhi len agar divar-o-dar dekhega kaun
اپنے چاروں سمت دیواریں اٹھانا رات دن
رات دن پھر ساری دیواروں میں در کرنا مجھے
अपने चारों सम्त दीवारें उठाना रात दिन
रात दिन फिर सारी दीवारों में दर करना मुझे
apne charon samt deewaren uthana raat din
raat din phir saari deewaron mein dar karna mujhe
نہ چاہو تم تو ہر اک گام کتنی دیواریں
جو چاہو تم تو ملن کی ہزار صورت ہے
न चाहो तुम तो हर इक गाम कितनी दीवारें
जो चाहो तुम तो मिलन की हज़ार सूरत है
na chaho tum to har ik gaam kitni deewaren
jo chaho tum to milan ki hazar soorat hai
اور تو کوئی بتاتا نہیں اس شہر کا حال
اشتہارات ہی دیوار کے پڑھ کر دیکھیں
और तो कोई बताता नहीं उस शहर का हाल
इश्तेहारात ही दीवार के पढ़ कर देखें
aur to koi batata nahin us shahr ka haal
ishtiharat hi deewar ke padh kar dekhein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message