DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Wealth

Poetry Collection

Ash'aar

Allama Iqbal
man ki daulat haath aati hai to phir jaati nahin tan ki daulat chhanv hai aata hai dhan jaata hai dhan...
Munawwar Rana
kisi ko ghar mila hisse mein ya koi dukan aai main ghar mein sab se chhoTa tha mire hisse mein maan aai...
Irfan Siddiqi
ham ne muddat se ulat rakkha hai kaasa apna dast-e-dadar tire dirham-o-dinar pe khaak...
Irfan Siddiqi
daulat-e-sar hoon so har jeetne wala lashkar tasht mein rakhta hai neze pe sajata hai mujhe...
Ismail Merathi
israf ne arbab-e-tamawwul ko duboya aalim ko tafakhur ne to zahid ko riya ne...
Aziz Bano Darab Wafa
ham ne saara jeevan baanti pyaar ki daulat logon mein ham hi saara jeevan tarse pyaar ki payi payi ko...
Aziz Bano Darab Wafa
ham mata-e-dil-o-jaan le ke bhala kya jaayen aisi basti mein jahan koi lutera bhi nahin...
Explore more on Diwan E Sukhan