Worry

Poetry Collection

جیتے جی ہم تو غم فردا کی دھن میں مر گئے
کچھ وہی اچھے ہیں جو واقف نہیں انجام سے
जीते जी हम तो ग़म-ए-फ़र्दा की धुन में मर गए
कुछ वही अच्छे हैं जो वाक़िफ़ नहीं अंजाम से
jiite jee ham to gham-e-farda ki dhun mein mar gaye
kuchh wahi achchhe hain jo waqif nahin anjaam se
ہیں اب اس فکر میں ڈوبے ہوئے ہم
اسے کیسے لگیں روتے ہوئے ہم
हैं अब इस फ़िक्र में डूबे हुए हम
उसे कैसे लगें रोते हुए हम
hain ab is fikr mein doobe hue ham
use kaise lagein rote hue ham
ہاتھ الجھا ہے گریباں میں تو گھبراؤ نہ یاس
بیڑیاں کیونکر کٹیں زنداں کا در کیونکر کھلا
हाथ उलझा है गरेबाँ में तो घबराओ न 'यास'
बेड़ियाँ क्यूँकर कटीं ज़िंदाँ का दर क्यूँकर खुला
haath uljha hai gareban mein to ghabrao na 'yaas'
bediyan kyunkar katin zindan ka dar kyunkar khula
کیا فکر آب و ناں کہ غم کہہ رہا ہے اب
موجود ہوں ضیافت دل اور جگر کو میں
क्या फ़िक्र-ए-आब-ओ-नाँ कि ग़म कह रहा है अब
मौजूद हूँ ज़ियाफ़त-ए-दिल और जिगर को मैं
kya fikr-e-aab-o-naan ki gham kah raha hai ab
maujud hoon ziyafat-e-dil aur jigar ko main
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message