DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Acceptance

Poetry Collection

Ash'aar

Faiz Ahmad Faiz
bahut mila na mila zindagi se gham kya hai mata-e-dard baham hai to besh-o-kam kya hai...
Dagh Dehlvi
hazar baar jo manga karo to kya hasil dua vahi hai jo dil se kabhi nikalti hai...
Ada Jafarey
bas ek baar manaya tha jashn-e-mahrumi phir us ke baad koi ibtila nahin aai...
Shahryar
vaqt ko kyun bhala bura kahiye tujh ko hona hi tha juda ham se...
Muneer Niyazi
kyun muneer apni tabahi ka ye kaisa shikva jitna taqdir mein likkha hai ada hota hai...
Mohammad Alvi
maana ki tu zaheen bhi hai khoob-roo bhi hai tujh sa na main hua to bhala kya bura hua...
Saqi Faruqi
tum aur kisi ke ho to ham aur kisi ke aur donon hi qismat ki shikayat nahin karte...
Shariq Kaifi
kaise tukdon mein use kar loon qubool jo mira saare ka saara tha kabhi...
Yagana Changezi
maut maangi thi khudai to nahin maangi thi le dua kar chuke ab tark-e-dua karte hain...
Explore more on Diwan E Sukhan