DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Aging
Poetry Collection
Ash'aar
Ahmad Faraz
silvaTen hain mire chehre pe to hairat kyun hai zindagi ne mujhe kuchh tum se ziyada pahna...
Jaun Elia
aainon ko zang laga ab main kaisa lagta hun...
Nasir Kazmi
ye subh ki safediyan ye dopahar ki zardiyan ab aaine mein dekhta hun main kahan chala gaya...
Gulzar
vo umr kam kar raha tha meri main saal apne baDha raha tha...
Muneer Niyazi
main to muneer aaine mein khud ko tak kar hairan hua ye chehra kuchh aur tarah tha pahle kisi zamane mein...
Ahmad Mushtaq
dil fasurda to hua dekh ke us ko lekin umr bhar kaun jawan kaun haseen rahta hai...
Irfan Siddiqi
roop ki dhoop kahan jaati hai maaloom nahin shaam kis tarah utar aati hai rukhsaron par...
Saleem Kausar
waqt ruk ruk ke jinhein dekhta rahta hai 'saleem' ye kabhi waqt ki raftar hua karte the...
Yagana Changezi
jhaankne taakne ka waqt gaya ab wo ham hain na wo zamana hai...
Nazeer Akbarabadi
go safedi moo ki yun raushan hai joon aab-e-hayat lekin apni to isi zulmat se thi zindagi...
Explore more on Diwan E Sukhan