Anxiety

Poetry Collection

کل کا دن ہائے کل کا دن اے جونؔ
کاش اس رات ہم بھی مر جائیں
कल का दिन हाए कल का दिन ऐ 'जौन'
काश इस रात हम भी मर जाएँ
kal ka din haae kal ka din ai jaun
kaash is raat ham bhi mar jaen
جی بہت چاہتا ہے سچ بولیں
کیا کریں حوصلہ نہیں ہوتا
जी बहुत चाहता है सच बोलें
क्या करें हौसला नहीं होता
ji bahut chahta hai sach bolen
kya karen hausla nahin hota
سہما سہما ڈرا سا رہتا ہے
جانے کیوں جی بھرا سا رہتا ہے
सहमा सहमा डरा सा रहता है
जाने क्यूँ जी भरा सा रहता है
sahma sahma Dara sa rahta hai
jaane kyun ji bhara sa rahta hai
بے نام سے اک خوف سے دل کیوں ہے پریشاں
جب طے ہے کہ کچھ وقت سے پہلے نہیں ہوگا
बे-नाम से इक ख़ौफ़ से दिल क्यूँ है परेशाँ
जब तय है कि कुछ वक़्त से पहले नहीं होगा
be-naam se ik khauf se dil kyun hai pareshan
jab tai hai ki kuchh vaqt se pahle nahin hoga
تیرا خط آنے سے دل کو میرے آرام کیا ہوگا
خدا جانے کہ اس آغاز کا انجام کیا ہوگا
तिरा ख़त आने से दिल को मेरे आराम क्या होगा
ख़ुदा जाने कि इस आग़ाज़ का अंजाम क्या होगा
tira khat aane se dil ko mere aaraam kya hoga
khuda jaane ki is aaghaz ka anjaam kya hoga
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message