Baam

Poetry Collection

اب خاک اڑ رہی ہے یہاں انتظار کی
اے دل یہ بام و در کسی جان جہاں کے تھے
अब ख़ाक उड़ रही है यहाँ इंतिज़ार की
ऐ दिल ये बाम-ओ-दर किसी जान-ए-जहाँ के थे
ab khaak uD rahi hai yahan intizar ki
ai dil ye baam-o-dar kisi jaan-e-jahan ke the
ہم ہی ان کو بام پہ لائے اور ہمیں محروم رہے
پردہ ہمارے نام سے اٹھا آنکھ لڑائی لوگوں نے
हम ही उन को बाम पे लाए और हमीं महरूम रहे
पर्दा हमारे नाम से उट्ठा आँख लड़ाई लोगों ने
ham hi un ko baam pe laae aur hamin mahrum rahe
parda hamare naam se uTTha aankh laDai logon ne
جب سفر سے لوٹ کر آئے تو کتنا دکھ ہوا
اس پرانے بام پر وہ صورت زیبا نہ تھی
जब सफ़र से लौट कर आए तो कितना दुख हुआ
इस पुराने बाम पर वो सूरत-ए-ज़ेबा न थी
jab safar se lauT kar aae to kitna dukh hua
is purane baam par vo surat-e-zeba na thi
مجھے رہنے کو وہ ملا ہے گھر کہ جو آفتوں کی ہے رہگزر
تمہیں خاکساروں کی کیا خبر کبھی نیچے اترے ہو بام سے
मुझे रहने को वो मिला है घर कि जो आफ़तों की है रहगुज़र
तुम्हें ख़ाकसारों की क्या ख़बर कभी नीचे उतरे हो बाम से
mujhe rahne ko vo mila hai ghar ki jo aafaton ki hai rahguzar
tumhein khaksaron ki kya khabar kabhi niche utre ho baam se
میں جانتا ہوں مکینوں کی خامشی کا سبب
مکاں سے پہلے در و بام سے ملا ہوں میں
मैं जानता हूँ मकीनों की ख़ामुशी का सबब
मकाँ से पहले दर-ओ-बाम से मिला हूँ मैं
main jaanta hoon makeenon ki khamushi ka sabab
makan se pahle dar-o-baam se mila hoon main
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message