DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Beginning

Poetry Collection

Ash'aar

Sudarshan Faakir
Aashiqi ho ki bandagi 'faakhir' Be-dili se to ibtida na karo...
Khalilur Rahman Azmi
haaye us dast-e-karam hi se mile jaur-o-jafa mujh ko aaghaz-e-mohabbat hi mein mar jaana tha...
Mohammad Alvi
pahli boond giri tip se phir sab kuchh paani mein tha...
Saleem Kausar
ye log ishq mein sachche nahin hain warna hijr na ibtida na kahin intiha mein aata hai...
Shad Azimabadi
suni hikayat-e-hasti to darmiyan se suni na ibtida ki khabar hai na intiha maaloom...
Yagana Changezi
khuda maaloom is aaghaz ka anjaam kya hoga chhida hai saaz-e-hasti mubtada-e-be-khabar ho kar...
Ismail Merathi
aaghaz-e-ishq umr ka anjaam ho gaya nakamiyon ke gham mein mira kaam ho gaya...
Ismail Merathi
kya kohkan ki koh-kani kya junoon-e-qais vadi-e-ishq mein ye maqam ibtida ke hain...
Explore more on Diwan E Sukhan