Book

Poetry Collection

ایک چراغ اور ایک کتاب اور ایک امید اثاثہ
اس کے بعد تو جو کچھ ہے وہ سب افسانہ ہے
एक चराग़ और एक किताब और एक उमीद असासा
उस के बा'द तो जो कुछ है वो सब अफ़्साना है
ek charagh aur ek kitab aur ek ummid asasa
us ke baad to jo kuchh hai vo sab afsana hai
میں اس کے بدن کی مقدس کتاب
نہایت عقیدت سے پڑھتا رہا
मैं उस के बदन की मुक़द्दस किताब
निहायत अक़ीदत से पढ़ता रहा
main us ke badan ki muqaddas kitab
nihayat aqeedat se padhta raha
رہتا تھا سامنے ترا چہرہ کھلا ہوا
پڑھتا تھا میں کتاب یہی ہر کلاس میں
रहता था सामने तिरा चेहरा खुला हुआ
पढ़ता था मैं किताब यही हर क्लास में
rahta tha samne tira chehra khula hua
padhta tha main kitab yahi har class mein
بھلا دیں ہم نے کتابیں کہ اس پری رو کے
کتابی چہرے کے آگے کتاب ہے کیا چیز
भुला दीं हम ने किताबें कि उस परी-रू के
किताबी चेहरे के आगे किताब है क्या चीज़
bhula din ham ne kitabein ki us pari-roo ke
kitabi chehre ke aage kitab hai kya cheez
ورق الٹ دیا کرتا ہے بے خیالی میں
وہ شخص جب مرا چہرہ کتاب ہوتا ہے
वरक़ उलट दिया करता है बे-ख़याली में
वो शख़्स जब मिरा चेहरा किताब होता है
waraq ulat diya karta hai be-khayali mein
wo shakhs jab mira chehra kitab hota hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message