Burden

Poetry Collection

ہم نفسان وضع دار مستمعان بردبار
ہم تو تمہارے واسطے ایک وبال ہو گئے
हम-नफ़सान-ए-वज़ा-दार मुस्तमिआन-ए-बुर्द-बार
हम तो तुम्हारे वास्ते एक वबाल हो गए
ham-nafasan-e-vaza-dar mustamian-e-burd-bar
ham to tumhaare vaste ek vabal ho gae
پہنچی نہ راحت ہم سے کسی کو بلکہ اذیت کوش ہوئے
زندہ تھے تو بار شکم تھے مر کے وبال دوش ہوئے
पहुँची न राहत हम से किसी को बल्कि अज़िय्यत कोश हुए
ज़िंदा थे तो बार-ए-शिकम थे मर के वबाल-ए-दोश हुए
pahunchi na rahat ham se kisi ko balki aziyyat kosh hue
zinda the to baar-e-shikam the mar ke vabal-e-dosh hue
اک یاد کی موجودگی سہہ بھی نہیں سکتے
یہ بات کسی اور سے کہہ بھی نہیں سکتے
इक याद की मौजूदगी सह भी नहीं सकते
ये बात किसी और से कह भी नहीं सकते
ik yaad ki maujudgi sah bhi nahin sakte
ye baat kisi aur se kah bhi nahin sakte
تو نے کہا نہ تھا کہ میں کشتی پہ بوجھ ہوں
آنکھوں کو اب نہ ڈھانپ مجھے ڈوبتے بھی دیکھ
तू ने कहा न था कि मैं कश्ती पे बोझ हूँ
आँखों को अब न ढाँप मुझे डूबते भी देख
tu ne kaha na tha ki main kashti pe bojh hoon
aankhon ko ab na dhaanp mujhe doobte bhi dekh
یہ وقتی لوگ وقتی سوچ وقتی زندگی کے بوجھ
وقتی غم وقتی شرم وقتی زندگی میں ہم
ये वक़्ती लोग वक़्ती सोच वक़्ती ज़िंदगी के बोझ
वक़्ती ग़म वक़्ती शर्म वक़्ती ज़िंदगी में हम
yeh waqti log waqti soch waqti zindagi ke bojh
waqti gham waqti sharm waqti zindagi mein hum
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message