DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Care
Poetry Collection
Ash'aar
Irfan Siddiqi
us ko rahta hai hamesha mari wahshat ka khayal mere gum-gashta ghazalon ka pata chahti hai...
Mohammad Alvi
tuda-muda hai magar khuda hai ise to sahib sambhal rakhiye...
Saleem Kausar
mujhe sambhalne mein itni ehtiyat na kar bikhar na jaun kahin main tiri hifazat mein...
Nazeer Akbarabadi
badi ehtiyat talab hai ye jo sharab sagar dil mein hai jo chhalak gayi to chhalak gayi jo bhari rahi to bhari rahi...
Aziz Bano Darab Wafa
main ne ye soch ke boye nahin khwabon ke darakht kaun jangal mein uge ped ko paani dega...
Explore more on Diwan E Sukhan