Chai

Poetry Collection

ہم جہاں چائے پینے جاتے تھے
کیا وہاں اب بھی آیا کرتے تھے
हम जहाँ चाय पीने जाते थे
क्या वहाँ अब भी आया करते थे
ham jahan chaae piine jaate the
kya vahan ab bhi aaya karte the
گھی مصری بھی بھیج کبھی اخباروں میں
کئی دنوں سے چائے ہے کڑوی یا اللہ
घी मिस्री भी भेज कभी अख़बारों में
कई दिनों से चाय है कड़वी या अल्लाह
ghi misri bhi bhej kabhi akhbaron mein
kai dinon se chaae hai kaDvi ya allah
تیرے ہاتھ کی چائے تو پی تھی
دل کا رنج تو دل میں رہا تھا
तेरे हाथ की चाय तो पी थी
दिल का रंज तो दिल में रहा था
tere haath ki chaae to pii thi
dil ka ranj to dil mein raha tha
تمہیں ہی دیکھتے رہنے میں اکثر
ہماری چائے پانی ہو گئی ہے
तुम्हें ही देखते रहने में अक्सर
हमारी चाय पानी हो गई है
Tumhein hi dekhte rehne mein aksar
Hamari chai paani ho gayi hai
وہ چائے پی رہا تھا کسی دوسرے کے ساتھ
مجھ پر نگاہ پڑتے ہی کچھ جھینپ سا گیا
वो चाय पी रहा था किसी दूसरे के साथ
मुझ पर निगाह पड़ते ही कुछ झेंप सा गया
wo chai pee raha tha kisi doosre ke saath
mujh par nigaah padte hi kuchh jhenp sa gaya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message