Clouds

Poetry Collection

غالبؔ چھٹی شراب پر اب بھی کبھی کبھی
پیتا ہوں روز ابر و شب ماہتاب میں
'ग़ालिब' छुटी शराब पर अब भी कभी कभी
पीता हूँ रोज़-ए-अब्र ओ शब-ए-माहताब में
ghalib chhuTi sharab par ab bhi kabhi kabhi
piita hun roz-e-abr o shab-e-mahtab mein
چاند نے تان لی ہے چادر ابر
اب وہ کپڑے بدل رہی ہوگی
चाँद ने तान ली है चादर-ए-अब्र
अब वो कपड़े बदल रही होगी
chaand ne taan li hai chadar-e-abr
ab vo kapDe badal rahi hogi
اتنے گھنے بادل کے پیچھے
کتنا تنہا ہوگا چاند
इतने घने बादल के पीछे
कितना तन्हा होगा चाँद
itne ghane baadal ke pichhe
kitna tanha hoga chand
اس شہر کے بادل تری زلفوں کی طرح ہیں
یہ آگ لگاتے ہیں بجھانے نہیں آتے
इस शहर के बादल तिरी ज़ुल्फ़ों की तरह हैं
ये आग लगाते हैं बुझाने नहीं आते
is shahr ke baadal tiri zulfon ki tarah hain
ye aag lagate hain bujhane nahin aate
تھک جاتا تھا بادل سایہ کرتے کرتے
اور پھر میں بادل پہ سایہ کرتا تھا
थक जाता था बादल साया करते करते
और फिर मैं बादल पे साया करता था
Thak jata tha baadal saya karte karte
Aur phir main baadal pe saya karta tha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message