Conversation

Poetry Collection

آؤ ذرا سی دیر کو ہم ہنس بول ہی لیں
تم کو نہیں منظور ہے اچھا رہنے دو
आओ ज़रा सी देर को हम हँस-बोल ही लें
तुम को नहीं मंज़ूर है अच्छा रहने दो
Aao zara si der ko hum hans-bol hi len
Tum ko nahin manzoor hai achchha rahne do
جب تلک اس نے ہم سے باتیں کیں
جیسے پھولوں کے درمیان تھے ہم
जब तलक उस ने हम से बातें कीं
जैसे फूलों के दरमियान थे हम
Jab talak us ne ham se baatein kiin
Jaise phoolon ke darmiyan the ham
موضوع گفتگو تو مری جاں کچھ اور تھا
دوران گفتگو میں تیری بات آ گئی
मौज़ू-ए-गुफ़्तुगू तो मिरी जाँ कुछ और था
दौरान-ए-गुफ़्तुगू में तेरी बात आ गई
mauzoo-e-guftugu to miri jaan kuchh aur tha
dauran-e-guftugu mein teri baat aa gayi
موت خاموشی ہے چپ رہنے سے چپ لگ جائے گی
زندگی آواز ہے باتیں کرو باتیں کرو
मौत ख़ामोशी है चुप रहने से चुप लग जाएगी
ज़िंदगी आवाज़ है बातें करो बातें करो
maut khamoshi hai chup rahne se chup lag jayegi
zindagi aawaz hai baatein karo baatein karo
گفتگو کر کے پریشاں ہوں کہ لہجے میں ترے
وہ کھلا پن ہے کہ دیوار ہوا جاتا ہے
गुफ़्तुगू कर के परेशाँ हूँ कि लहजे में तिरे
वो खुला-पन है कि दीवार हुआ जाता है
guftugu kar ke pareshan hoon ki lahje mein tire
wo khula-pan hai ki deewar hua jaata hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message