Crowd

Poetry Collection

کتنی وحشت ہے درمیان ہجوم
جس کو دیکھو گیا ہوا ہے کہیں
कितनी वहशत है दरमियान-ए-हुजूम
जिस को देखो गया हुआ है कहीं
kitni vahshat hai darmiyan-e-hujum
jis ko dekho gaya hua hai kahin
اک ہجومِ رنگ و بو ہے شہرِ باطن میں مگر
بھیڑ میں اک شخص کی ہے تنہائی، نفسیات
इक हुजूम-ए-रंग-ओ-बू है शहर-ए-बातिन में मगर
भीड़ में इक शख़्स की है तन्हाई, नफ़्सियात
Ik hujoom-e-rang-o-bu hai shahr-e-baatin mein magar
Bheed mein ik shakhs ki hai tanhai, nafsiyat
مسافر ہی مسافر ہر طرف ہیں
مگر ہر شخص تنہا جا رہا ہے
मुसाफ़िर ही मुसाफ़िर हर तरफ़ हैं
मगर हर शख़्स तन्हा जा रहा है
musafir hi musafir har taraf hain
magar har shakhs tanha ja raha hai
بازار کے داموں کی شکایت ہے ہر اک کو
پھر بھی سر بازار بڑی بھیڑ لگی ہے
बाज़ार के दामों की शिकायत है हर इक को
फिर भी सर-ए-बाज़ार बड़ी भीड़ लगी है
bazaar ke daamon ki shikayat hai har ik ko
phir bhi sar-e-bazaar badi bheed lagi hai
عجیب تجربہ تھا بھیڑ سے گزرنے کا
اسے بہانہ ملا مجھ سے بات کرنے کا
अजीब तजरबा था भीड़ से गुज़रने का
उसे बहाना मिला मुझ से बात करने का
ajeeb tajraba tha bheed se guzarne ka
use bahana mila mujh se baat karne ka
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message