Cruelty

Poetry Collection

آپ پچھتائیں نہیں جور سے توبہ نہ کریں
آپ کے سر کی قسم داغؔ کا حال اچھا ہے
आप पछताएँ नहीं जौर से तौबा न करें
आप के सर की क़सम 'दाग़' का हाल अच्छा है
aap pachhtaen nahin jaur se tauba na karen
aap ke sar ki qasam dagh ka haal achchha hai
کون اٹھائے گا تمہاری یہ جفا میرے بعد
یاد آئے گی بہت میری وفا میرے بعد
कौन उठाएगा तुम्हारी ये जफ़ा मेरे बा'द
याद आएगी बहुत मेरी वफ़ा मेरे बा'द
kaun uThaega tumhaari ye jafa mere baad
yaad aaegi bahut meri vafa mere baad
ظالم جفا جو چاہے سو کر مجھ پہ تو ولے
پچھتاوے پھر تو آپ ہی ایسا نہ کر کہیں
ज़ालिम जफ़ा जो चाहे सो कर मुझ पे तू वले
पछतावे फिर तू आप ही ऐसा न कर कहीं
zalim jafa jo chahe so kar mujh pe tu vale
pachhtave phir tu aap hi aisa na kar kahin
زندگی کے حسین ترکش میں
کتنے بے رحم تیر ہوتے ہیں
ज़िंदगी के हसीन तरकश में
कितने बे-रहम तीर होते हैं
zindagi ke haseen tarkash mein
kitne be-rahm teer hote hain
بسمل کے تڑپنے کی اداؤں میں نشہ تھا
میں ہاتھ میں تلوار لیے جھوم رہا تھا
बिस्मिल के तड़पने की अदाओं में नशा था
मैं हाथ में तलवार लिए झूम रहा था
bismil ke tadapne ki adaon mein nasha tha
main haath mein talwar liye jhoom raha tha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message