Deep thoughts

Poetry Collection

نہ شب و روز ہی بدلے ہیں نہ حال اچھا ہے
کس برہمن نے کہا تھا کہ یہ سال اچھا ہے
न शब ओ रोज़ ही बदले हैं न हाल अच्छा है
किस बरहमन ने कहा था कि ये साल अच्छा है
na shab o roz hi badle hain na haal achchha hai
kis barhaman ne kaha tha ki ye saal achchha hai
اک عجب آمد و شد ہے کہ نہ ماضی ہے نہ حال
جونؔ برپا کئی نسلوں کا سفر ہے مجھ میں
इक अजब आमद-ओ-शुद है कि न माज़ी है न हाल
'जौन' बरपा कई नस्लों का सफ़र है मुझ में
ik ajab aamad-o-shud hai ki na mazi hai na haal
jaun barpa kai naslon ka safar hai mujh mein
آپ دولت کے ترازو میں دلوں کو تولیں
ہم محبت سے محبت کا صلہ دیتے ہیں
आप दौलत के तराज़ू में दिलों को तौलें
हम मोहब्बत से मोहब्बत का सिला देते हैं
aap daulat ke tarazu mein dilon ko taulen
ham mohabbat se mohabbat ka sila dete hain
کیا ہو جاتا ہے ان ہنستے جیتے جاگتے لوگوں کو
بیٹھے بیٹھے کیوں یہ خود سے باتیں کرنے لگتے ہیں
क्या हो जाता है इन हँसते जीते जागते लोगों को
बैठे बैठे क्यूँ ये ख़ुद से बातें करने लगते हैं
kya ho jaata hai in hanste jiite jaagte logon ko
baiThe baiThe kyun ye khud se baaten karne lagte hain
اک حویلی ہوں اس کا در بھی ہوں
خود ہی آنگن خود ہی شجر بھی ہوں
इक हवेली हूँ उस का दर भी हूँ
ख़ुद ही आँगन ख़ुद ही शजर भी हूँ
Ik haveli hoon us ka dar bhi hoon
Khud hi aangan khud hi shajar bhi hoon
پھر وہی شام پھر وہی خلوت
اک ستم اور کر گئی مجھ میں
آج میت میں تیری جانا ہے
کل تو اک دم سے مر گئی مجھ میں
फिर वही शाम फिर वही ख़ल्वत
इक सितम और कर गई मुझ में
आज मय्यत में तेरी जाना है
कल तू इक दम से मर गई मुझ में
phir wahi shaam phir wahi khalwat
ek sitam aur kar gayi mujh mein
aaj mayyat mein teri jaana hai
kal to ek dam se mar gayi mujh mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message