Desolation

Poetry Collection

کوئی ویرانی سی ویرانی ہے
دشت کو دیکھ کے گھر یاد آیا
कोई वीरानी सी वीरानी है
दश्त को देख के घर याद आया
koi virani si virani hai
dasht ko dekh ke ghar yaad aaya
ہائے رے وہ مدھ بھری آنکھیں خمار
میکدے ویران نظر آئے ہیں
हाए रे वो मध-भरी आँखें 'ख़ुमार'
मय-कदे वीरान नज़र आए हैं
haaye re wo madh-bhari aankhein 'khumar'
mai-kade veeran nazar aaye hain
پرندے دور فضاؤں میں کھو گئے علوی
اجاڑ اجاڑ درختوں پہ آشیانے تھے
परिंदे दूर फ़ज़ाओं में खो गए 'अल्वी'
उजाड़ उजाड़ दरख़्तों पे आशियाने थे
parinde door fazaon mein kho gaye 'alvi'
ujaad ujaad darakhton pe aashiyane the
تسلی اب ہوئی کچھ دل کو میرے
تری گلیوں کو سونا دیکھ آیا
तसल्ली अब हुई कुछ दिल को मेरे
तिरी गलियों को सूना देख आया
tasalli ab hui kuchh dil ko mere
tiri galiyon ko soona dekh aaya
شہر دل آباد تھا جب تک وہ شہر آرا رہا
جب وہ شہر آرا گیا پھر شہر دل میں کیا رہا
शहर-ए-दिल आबाद था जब तक वो शहर-आरा रहा
जब वो शहर-आरा गया फिर शहर-ए-दिल में क्या रहा
shahr-e-dil aabad tha jab tak wo shahr-ara raha
jab wo shahr-ara gaya phir shahr-e-dil mein kya raha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message