Distraction

Poetry Collection

تیار تھے نماز پہ ہم سن کے ذکر حور
جلوہ بتوں کا دیکھ کے نیت بدل گئی
तैयार थे नमाज़ पे हम सुन के ज़िक्र-ए-हूर
जल्वा बुतों का देख के नीयत बदल गई
tayyar the namaz pe ham sun ke zikr-e-hur
jalva buton ka dekh ke niyat badal gai
اب مرا دھیان کہیں اور چلا جاتا ہے
اب کوئی فلم مکمل نہیں دیکھی جاتی
अब मिरा ध्यान कहीं और चला जाता है
अब कोई फ़िल्म मुकम्मल नहीं देखी जाती
Ab mira dhyan kahin aur chala jaata hai
Ab koi film mukammal nahin dekhi jaati
موضوع گفتگو تو مری جاں کچھ اور تھا
دوران گفتگو میں تیری بات آ گئی
मौज़ू-ए-गुफ़्तुगू तो मिरी जाँ कुछ और था
दौरान-ए-गुफ़्तुगू में तेरी बात आ गई
mauzoo-e-guftugu to miri jaan kuchh aur tha
dauran-e-guftugu mein teri baat aa gayi
ہمارا کیا ہے جو ہوتا ہے جی اداس بہت
تو گل تراشتے ہیں تتلیاں بناتے ہیں
हमारा क्या है जो होता है जी उदास बहुत
तो गुल तराशते हैं तितलियाँ बनाते हैं
hamara kya hai jo hota hai jee udaas bahut
to gul tarashte hain titliyan banate hain
علوی نے آج دن میں کہانی سنائی تھی
شاید اسی وجہ سے میں رستہ بھٹک گیا
'अल्वी' ने आज दिन में कहानी सुनाई थी
शायद इसी वजह से मैं रस्ता भटक गया
'alvi' ne aaj din mein kahani sunayi thi
shayad isi wajah se main rasta bhatak gaya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message