DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Eid
Poetry Collection
Ash'aar
Dagh Dehlvi
kahin hai id ki shadi kahin matam hai maqtal mein koi qatil se milta hai koi bismil se milta hai...
Josh Malihabadi
badban naaz se lahra ke chali baad-e-murad karvan eid mana qafila-salar aaya...
Farhat Ehsas
allah rasul vaala iman aap rakhiye ham to hain iid vaale ramzan aap rakhiye...
Zafar Iqbal
tujh ko meri na mujhe teri khabar jaegi eid ab ke bhi dabe paanv guzar jaegi...
Obaid Azam Azmi
jo log guzarte hain musalsal rah-e-dil se din eid ka un ko ho mubarak tah-e-dil se...
Abdul Hamid Adam
kisi haseen se lipatna ashad zaroori hai hilal-e-eid to koi suboot-e-eid nahin...
Shad Azimabadi
eid mein eid hui aish ka saaman dekha dekh kar chaand jo munh aap ka ai jaan dekha...
Shad Azimabadi
milega ghair bhi un ke gale ba-shauq ai dil halal karne mujhe eid ka hilal aaya...
Shariq Kaifi
wahan eid kya wahan deed kya jahan chaand raat na aayi ho...
Ghazalein
Gale Lagaen Karen Tumko Pyar Eid Ke Din
(Akbar Allahabadi)
Explore more on Diwan E Sukhan