DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Embrace

Poetry Collection

Ash'aar

Jaun Elia
mujh ko ye hosh hi na tha tu mire bazuon mein hai yaani tujhe abhi talak main ne riha nahin kiya...
Jigar Moradabadi
kuchh is ada se aaj vo pahlu-nashin rahe jab tak hamare paas rahe ham nahin rahe...
Ahmad Nadeem Qasmi
aaghosh mein mahkoge dikhayi nahin doge tum nikhat-e-gulzar ho ham parda-e-shab hain...
Irfan Siddiqi
dekhte hain to lahu jaise ragen todta hai ham to mar jayenge seene se laga kar us ko...
Mohammad Alvi
un dinon ghar se ajab rishta tha saare darwaze gale lagte the...
Mohammad Alvi
gul-daan mein gulab ki kaliyan mahak uthin kursi ne us ko dekh ke aaghosh wa kiya...
Shariq Kaifi
aao gale mil kar ye dekhein ab ham mein kitni doori hai...
Nazeer Akbarabadi
aate hi jo tum mere gale lag gaye wallah us waqt to is garmi ne sab maat ki garmi...
Explore more on Diwan E Sukhan