Exclusive

Poetry Collection

کس توقع پہ کسی کو دیکھیں
کوئی تم سے بھی حسیں کیا ہوگا
किस तवक़्क़ो' पे किसी को देखें
कोई तुम से भी हसीं क्या होगा
kis tawaqqo pe kisi ko dekhein
koi tum se bhi haseen kya hoga
تیرے نہ ہو سکے تو کسی کے نہ ہو سکے
یہ کاروبار شوق مکرر نہ ہو سکا
तेरे न हो सके तो किसी के न हो सके
ये कारोबार-ए-शौक़ मुकर्रर न हो सका
tere na ho sake to kisi ke na ho sake
ye karobar-e-shauq mukarrar na ho saka
مجھے تو محرومی نظارہ قبول
آپ جلوے نہ اپنے عام کریں
मुझे तो महरूमी-ए-नज़ारा क़ुबूल
आप जल्वे न अपने आम करें
mujhe to mahroomi-e-nazara qubool
aap jalwe na apne aam karein
ہزار شکر میں تیرے سوا کسی کا نہیں
ہزار حیف کہ اب تک ہوا نہ تو میرا
हज़ार शुक्र मैं तेरे सिवा किसी का नहीं
हज़ार हैफ़ कि अब तक हुआ न तू मेरा
hazar shukr main tere siwa kisi ka nahin
hazar haif ki ab tak hua na tu mera
کعبہ نہیں کہ ساری خدائی کو دخل ہو
دل میں سوائے یار کسی کا گزر نہیں
का'बा नहीं कि सारी ख़ुदाई को दख़्ल हो
दिल में सिवाए यार किसी का गुज़र नहीं
kaaba nahin ki saari khudai ko dakhl ho
dil mein siwae yaar kisi ka guzar nahin
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message