DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Experience
Poetry Collection
Ash'aar
Akbar Allahabadi
zaruri chiiz hai ik tajraba bhi zindagani mein tujhe ye digriyan buDhon ka ham-sin kar nahin saktin...
Abdul Hamid Adam
ham ne tumhaare baad na rakkhī kisi se aas ik tajraba bahut tha bade kaam aa gaya...
Irfan Siddiqi
ham to raat ka matlab samjhen khwab, sitare, chaand, charagh aage ka ahvaal wo jaane jis ne raat guzari ho...
Khalilur Rahman Azmi
ham pe jo guzri hai bas us ko raqam karte hain aap-beeti kaho ya marsiya-khwani kah lo...
Khumar Barabankavi
mohabbat ko samajhna hai to naseh khud mohabbat kar kinare se kabhi andaza-e-toofan nahin hota...
Explore more on Diwan E Sukhan