Face

Poetry Collection

اے مرے دوست مرے ساتھ تری یادوں کی
ریت اتنی ہے ہوا جاتا ہے صحرا چہرہ
ऐ मिरे दोस्त मिरे साथ तिरी यादों की
रेत इतनी है हुआ जाता है सहरा चेहरा
Ai mire dost mire saath tiri yaadon ki
Ret itni hai hua jaata hai sahra chehra
بلا کی چمک اس کے چہرے پہ تھی
مجھے کیا خبر تھی کہ مر جائے گا
बला की चमक उस के चेहरे पे थी
मुझे क्या ख़बर थी कि मर जाएगा
bala ki chamak us ke chehre pe thi
mujhe kya khabar thi ki mar jayega
نہیں اب کوئی خواب ایسا تری صورت جو دکھلائے
بچھڑ کر تجھ سے کس منزل پر ہم تنہا چلے آئے
नहीं अब कोई ख़्वाब ऐसा तिरी सूरत जो दिखलाए
बिछड़ कर तुझ से किस मंज़िल पर हम तन्हा चले आए
nahin ab koi khwab aisa tiri soorat jo dikhlaye
bichhad kar tujh se kis manzil par ham tanha chale aaye
یکہ الٹ کے رہ گیا گھوڑا بھڑک گیا
کالی سڑک پہ چاند سا چہرہ چمک گیا
यक्का उलट के रह गया घोड़ा भड़क गया
काली सड़क पे चाँद सा चेहरा चमक गया
yakka ulat ke rah gaya ghoda bhadak gaya
kaali sadak pe chaand sa chehra chamak gaya
تیری صورت جو اتفاق سے ہم
بھول جائیں تو کیا تماشا ہو
तेरी सूरत जो इत्तिफ़ाक़ से हम
भूल जाएँ तो क्या तमाशा हो
teri soorat jo ittifaq se ham
bhool jaayen to kya tamasha ho
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message