DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Fame

Poetry Collection

Ash'aar

Mirza Ghalib
ishq mujh ko nahin vahshat hi sahi meri vahshat tiri shohrat hi sahi...
Jaun Elia
miri sharab ka shohra hai ab zamane mein so ye karam hai to kis ka hai ab bhi aa jao...
Dagh Dehlvi
urdu hai jis ka naam hamin jaante hain dagh hindostan mein dhuum hamari zaban ki hai...
Akbar Allahabadi
nigahen kamilon par paD hi jaati hain zamane ki kahin chhupta hai akbar phuul patton mein nihan ho kar...
Hasrat Mohani
hasrat bahut hai martaba-e-aashiqi buland tujh ko to muft logon ne mashhur kar diya...
Athar Aalam
Mujhe bhi shauq hai izzat-o-shohrat-o-daulat ka Lekin main teri tarah be-qarar nahi hoon...
Ahmad Nadeem Qasmi
saari duniya hamein pahchanti hai koi ham sa bhi na tanha hoga...
Shakeb Jalali
aalam mein jis ki dhoom thi us shahkar par deemak ne jo likhe kabhi wo tabsire bhi dekh...
Explore more on Diwan E Sukhan