Famous poetry

Poetry Collection

مقام فیضؔ کوئی راہ میں جچا ہی نہیں
جو کوئے یار سے نکلے تو سوئے دار چلے
मक़ाम 'फ़ैज़' कोई राह में जचा ही नहीं
जो कू-ए-यार से निकले तो सू-ए-दार चले
maqam faiz koi raah mein jacha hi nahin
jo ku-e-yaar se nikle to su-e-dar chale
ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے
بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا
हज़ारों साल नर्गिस अपनी बे-नूरी पे रोती है
बड़ी मुश्किल से होता है चमन में दीदा-वर पैदा
hazaron saal nargis apni be-nuri pe roti hai
baDi mushkil se hota hai chaman mein dida-var paida
تیرا ملنا خوشی کی بات سہی
تجھ سے مل کر اداس رہتا ہوں
तेरा मिलना ख़ुशी की बात सही
तुझ से मिल कर उदास रहता हूँ
tera milna khushi ki baat sahi
tujh se mil kar udaas rahta hun
حضرت داغؔ جہاں بیٹھ گئے بیٹھ گئے
اور ہوں گے تری محفل سے ابھرنے والے
हज़रत-ए-'दाग़' जहाँ बैठ गए बैठ गए
और होंगे तिरी महफ़िल से उभरने वाले
hazrat-e-dagh jahan baiTh gae baiTh gae
aur honge tiri mahfil se ubharne vaale
میرے حواس عشق میں کیا کم ہیں منتشر
مجنوں کا نام ہو گیا قسمت کی بات ہے
मेरे हवास इश्क़ में क्या कम हैं मुंतशिर
मजनूँ का नाम हो गया क़िस्मत की बात है
mere havas ishq mein kya kam hain muntashir
majnun ka naam ho gaya qismat ki baat hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message