DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Feminist poetry
Poetry Collection
Ash'aar
Habib Jalib
tu aag mein ai aurat zinda bhi jali barson saanche mein har ik gham ke chup-chaap dhali barson...
Zehra Nigah
aurat ke khuda do hain haqiqi o majazi par us ke liye koi bhi achchha nahin hota...
Ada Jafarey
sadiyon se mire paanv tale jannat-e-insan main jannat-e-insan ka pata dhunDh rahi hun...
Kishwar Naheed
ab sirf libas rah gaya hai vo le gaya kal badan chura kar...
Fahmida Riaz
kis se ab aarzu-e-vasl karen is kharabe mein koi mard kahan...
Noshi Gilani
main tanha laDki dayar-e-shab mein jalaun sach ke diye kahan tak siyahkaron ki saltanat mein main kis tarah aaftab likkhun...
Farhat Ehsas
tamam paikar-e-badsurti hai mard ki zaat mujhe yaqin hai khuda mard ho nahin sakta...
Muneer Niyazi
shahr ka tabdil hona shaad rahna aur udaas raunaqen jitni yahan hain aurton ke dam se hain...
Shabnam Shakeel
Ab mujh ko rukhsat hona hai ab mera haar-singhaar karo Kyun der lagaati ho sakhiyo jaldi se mujhe tayyaar karo...
Ishrat Afreen
Ladkiyan maaon jaise muqaddar kyun rakhti hain Tan sahra aur aankh samundar kyun rakhti hain...
Explore more on Diwan E Sukhan